Tauba Lyrics

"Tauba" lyrics from Aag Ka Gola sung by amit kumar and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tauba Lyrics


Tauba re tauba haye
Mere rabba ye kya gazab kiya
Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya
Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya
Tauba re tauba aye
Mere rabba ye kya gazab kiya
Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya
Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya

Phoolo sa hain najuk badan
Kanchampe ki dal hain
Jab se tujhe dekha yaha
Dil ka bura hal hain
Jab tu chale bal khake yu
Dil pe kya jhatka lage
Chuke tujhe kya jane kyu
Har ang mera jale
Hairat hain mujhko
Kaise khuda ne
Hairat hain mujhko
Kaise khuda ne
Ye kam ulta kiya
Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya
Tauba re tauba aye
Mere rabba ye kya gazab kiya
Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya
Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya

Khwabo mein jo mere
Basi hain teri surat wahin
Par kya karu majbur hoon
Kismat hain meri buri
Aye kash tu hota agar
Ladki yaha meri ja
Teri kasam tujhse hi
Main shadi rachata yaha
Haye tere jaisi biwi jo milti
Haye tere jaisi biwi jo milti
Jeene ka aata maza
Tujhko banana tha
Ladki ladka bana diya
Tujhko banana tha
Ladki ladka bana diya
Tauba re tauba aye
Mere rabba ye kya gazab kiya
Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya
Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya.

More songs lyrics from Aag Ka Gola.