Taqdeer Ne Hansa Ke Lyrics

"Taqdeer Ne Hansa Ke" lyrics from Shahnaz sung by amirbai karnataki and music directed by amirbai karnataki and composed by amirbai karnataki and lyrics written by dukhi premnagri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Taqdeer Ne Hansa Ke Lyrics


Taqdeer ne hansa ke
Hume phir rula diya
Haye kya kiya
Haye kya kiya
Khushiya hamari chhin li
Dil ko jala diya
Haye kya kiya
Haye kya kiya

Humko gale ka har diya
Haye kya kiya
Haye kya kiya
Bedard dil pe war kiya
Haye kya kiya
Haye kya kiya

Tumne mohabbato ka
Yeh achha sila diya
Haye kya kiya
Haye kya kiya
Taqdeer ne hansa ke
Hume phir rula diya
Haye kya kiya
Haye kya kiya

Dil ka mere sahara
Ab dard hai tumhara
Dil ka mere sahara
Ab dard hai tumhara
Is ko na chin lena
Karna karam khudara
Karna karam khudara
Gham ke masrato ka
Janaja utha diya
Haye kya kiya
Haye kya kiya
Taqdeer ne hansa ke
Hume phir rula diya
Haye kya kiya
Haye kya kiya

Toofan hans raha hai
Kashti ki bekashi par
Toofan hans raha hai
Kashti ki bekashi par
Sahil bhi kah utha hai
Kismat ki is hasi par
Bardiyo ke nakshe
Mohabbat mita diya
Haye kya kiya
Haye kya kiya
Taqdeer ne hansa ke
Hume phir rula diya
Haye kya kiya
Haye kya kiya.

More songs lyrics from Shahnaz.