Tan Pe Lagti Kaanch Ki Lyrics

"Tan Pe Lagti Kaanch Ki" lyrics from Aastha: In The Prison Of Spring sung by sriradha bannerjee and music directed by shaarang dev and composed by shaarang dev and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tan Pe Lagti Kaanch Ki Lyrics


Jise tum bhatakna
Kehti ho na mansi
Main use kuch aur
Kahene ki kosish karta hoon
Ek dusre ko chaahane ki talaash
Me is jameen par bhatktaa
Hoon kitni sadiyoo se
Gira hai waqt se kat ke jo lamhaa
Uski taraha
Watan milaa to gali
Gali mein bhatkta rahaa
Gali mein ghar kaa nishaan
Dhundhta rahaa barsoo
Tunhari rooh mein
Ab jism mein bhatakta hoon
Tumhi jaanne ki
Saayad muje panaah mile

Kaanch ki boondein hmmm hmm
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane

Barf se thandi
Aag ki boondein..
Barf se thandi
Aag ki boondein..
Dard chuge to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane

Lal sunehri
Chingaari si
Lal sunehri
Chingaari si
Belein jhoolti rehti hain..
Lal sunehri
Chingaari si
Belein jhoolti rehti hain..
Baahar gulmohar
Ki lapte..
Baahar gulmohar
Ki lapte..
Dil mein uge to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane

Baarish lambe..
Lambe haathon se
Jab aakar..chhooti hai
Baarish lambe..
Lambe haathon se
Jab aakar..chhooti hai
Yeh lohaan si saansein hain jo
Yeh lohaan si saansein thodi..
Der rukein to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane
Barf se thandi
Aag ki boondein..
Barf se thandi
Aag ki boondein..
Dard chuge to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane.

More songs lyrics from Aastha: In The Prison Of Spring.