Tan Man Dhan Sab Hai Tera Lyrics

"Tan Man Dhan Sab Hai Tera" lyrics from Manchali sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Tan Man Dhan Sab Hai Tera Lyrics


Tan mann dhan sab hai
Tera bin tere kya hai mera
Tan mann dhan sab hai
Tera bin tere kya hai mera
Rat din mai tere git gata rahu
Tan mann dhan sab hai
Tera bin tere kya hai mera
Rat din mai tere git gata rahu
Tan mann dhan sab hai tera

Kya dharati kya suraj chanda
Kya dharati kya suraj chanda
Jag moh maya ka hai phanda
Mai hun sidha sada banda
Jag choro ka hai dera
Tan mann dhan sab hai
Tera bin tere kya hai mera
Rat din mai tere git gata rahu
Tan mann dhan sab hai tera

Kya apna aur kya begana
Kya apna aur kya begana
Jaan ke kahe dhokha khana
Jivan hai bas aana
Janaek jogi vala phera
Tan mann dhan sab hai
Tera bin tere kya hai mera
Rat din mai tere git gata rahu.

More songs lyrics from Manchali.