Tadpati Hai Tarsati Hai Lyrics

"Tadpati Hai Tarsati Hai" lyrics from Tera Mera Saath Rahen sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by anand raj anand and composed by anand raj anand and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tadpati Hai Tarsati Hai Lyrics


Tarsati hai tadpati hain
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Tarsati hai tadpati hain
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai

Beeta sukh bhi dukh lagta hain
Jab yaadein aati hain
Beeta sukh bhi dukh lagta hain
Jab yaadein aati hain
Bhooli bisri apni saari baatein dourati hain
Aaj bhi meri saason ko teri zulfein mehkaati hain
Lehraati hain behlaati hain
Deewana sa kar jaati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai

Woh galiyan woh ghar woh manjar
Yaadon mein aate hain
Haan woh galiyan woh ghar woh manjar
Yaadon mein aate hain
Yeh aansoon ye dard-e-dil yaadon ki saugaatein hain
Door hai tu nazron se par mere saamne muskaati hain
Sharmaati hai ghabraati hain
Deewana sa kar jaati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Tarsati hai tadpati hai
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai.

More songs lyrics from Tera Mera Saath Rahen.