Sweekar Kiya Maine (Title) Lyrics

"Sweekar Kiya Maine (Title)" lyrics from Sweekar Kiya Maine sung by asha bhosle and music directed by usha khanna and composed by usha khanna and lyrics written by vithalbhai patel

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sweekar Kiya Maine (Title) Lyrics


Tere bina mai kuchh nahi
Mere bina tu kuchh nahi
Tu bhi kaho ji piya
Mere sang sang
Swikar kiya maine
Swikar kiya maine
Tere bina mai kuchh nahi
Mere bina tu kuchh nahi
Tu bhi kaho ji piya
Mere sang sang
Swikar kiya maine
Swikar kiya maine

Jhula tera hai dori meri
Sapna tera ye aankhe meri
Jhula tera hai dori meri
Sapna tera ye aankhe meri
Chanda ko chahe jaise chakor
Tum bhi macha do aisa hi shor
Swikar kiya maine
Swikar kiya maine
Tere bina mai kuchh nahi
Mere bina tu kuchh nahi

Duniya me laya hai tu jise
Aaja laga le gale ise
Duniya me laya hai tu jise
Aaja laga le gale ise
Tarsa na isko mere piya
Ye to hai tere ghar ka diya
Swikar kiya maine
Swikar kiya maine
Tere bina mai kuchh nahi
Mere bina tu kuchh nahi

Tumne jo chaha humse kabhi
Chahat hume hai tumse wahi
Ho tumne jo chaha humse kabhi
Chahat hume hai tumse wahi
Jivan ki uljhan suljha bhi do
Hanste huye ab tum bhi kaho
Swikar kiya maine
Swikar kiya maine
Tere bina mai kuchh nahi
Mere bina tu kuchh nahi
Tu bhi kaho ji piya
Mere sang sang
Swikar kiya maine
Swikar kiya maine.

More songs lyrics from Sweekar Kiya Maine.