Surili Akhiyon Wale Lyrics

"Surili Akhiyon Wale" lyrics from Veer sung by rahat nusrat fateh ali khan, suzanne d'mello and music directed by sajid ali, wajid ali and composed by sajid ali, wajid ali and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Music Director(s):
Composer(s):

Surili Akhiyon Wale Lyrics


Surili aanhkiyon wale
Suna hai teri aankhiyon se
Behti hai neendein aur
Neendon mein sapne
Kabhi to kinare pe
Utar mere sapno se
Aaja zameen pe
Aur mil ja kahin pe
Mil ja kahin o oo o
Mil ja kahin samay se pare
Samay se pare
Mil ka kahin

Tu bhi aankhiyon se
Kabhi meri aankhiyon ki sun
Surili aanhkiyon wale
Suna hai teri aankhiyon se

Jane tu kahan hai
Udti hawa pe tere
Pairo ki nishan dekhe

Jane tu kahan hai
Udti hawa pe tere
Pairo ki nishan dekhe

Dhondha hai zameen pe
Jana hai falak pe
Sare aasmaan dekhe
Mil ja kahin samay se pare
Samay se pare

Mil ka kahin
Tu bhi aankhiyon se
Kabhi meri aankhiyon ki sun
Surili aanhkiyon wale
Suna hai teri aankhiyon se
Everytime i look into your eyes
I see my paradise
The stars are shining
Right up in the sky
Painting words of desire
Can this be real
Can this be real
Are you the one for me
Are you the one for me
You have captured
My mind, my heart
My soul on earth
You are the one waiting for
Everytime i look
Into your eyes
I see my paradise
Stars are shining
Right up in the sky
Painting words of desire

Ooth mein chupke
Dekh rahe the
Chand ke peeche peeche the

Ooth mein chupke
Dekh rahe the
Chand ke peeche peeche the
Sara jahan dekha
Dekha na aankhon mein
Palkon ke neeche the
Aa chal kahin
Samay se pare
Samay se pare
Chal de kahin
Tu bhi aankhiyon se
Kabhi meri aankhiyon ki sun

Surili aanhkiyon wale
Suna hai teri aankhiyon se
Surili aanhkiyon wale
Suna de zara aankhiyon se
Surili aanhkiyon wale
Suna de zara aankhiyon se
Surili aanhkiyon wale
Suna de zara aankhiyon se.

More songs lyrics from Veer.