Sur Bin Taan Nahi Hai Lyrics

"Sur Bin Taan Nahi Hai" lyrics from Payal Ki Jhankaar sung by sulakshana pandit (sulakshana pratap narain pandit) and music directed by raj kamal and composed by raj kamal and lyrics written by maya govind

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sur Bin Taan Nahi Hai Lyrics


Sur bin taan nahi nahi rey
Sur bin taan nahi nahi rey
Unka jiwan bhi kya jiwan
Unka jiwan bhi kya jiwan
Jisme maan nahi
Sur bin taan nahi nahi rey

Guru bin gayan nahi nahi rey
Guru bin gayan nahi nahi rey
Bin suraj ke divas na hota
Bin suraj ke divas na hota
Tujhko ko dhyan nahi
Guru bin gayan nahi nahi rey
Sur bin taan nahi

Bin mosam gaye na koyaliya
Bin gori baze na payaliya
Bin mosam gaye na koyaliya
Bin gori baze na payaliya
Bin yoban ke jiwan aisa
Jisme paran nahi
Sur bin taan nahi nahi rey
Guru bin gayan nahi

Mosam ki mohtaj na koyal
Aa aa aa
Mosam ki mohtaj na koyal
Pairo ki mohtaj na payal
Mosam ki mohtaj na koyal
Pairo ki mohtaj na payal
Yovan char dino ka pawan
Kar abiman nahi
Guru bin gayan nahi nahi rey
Sur bin taan nahi.

More songs lyrics from Payal Ki Jhankaar.