Suno To Nana Dekho To Lyrics

"Suno To Nana Dekho To" lyrics from Keemat sung by kishore kumar, lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Suno To Nana Dekho To Lyrics


Suno to na na na na na
Dekho to na na na na na
Ruko na na na na na na
Ruko ruko
Maf karo ho baba maf karo
Maf karo ho baba maf karo
Aisa bhi kya gussa mann saf karo
Maf karo ho baba maf karo
Maf karo ho baba maf karo
Aisa bhi kya pyar insaf karo
Maf karo ho baba maf karo
Maf karo ho baba maf karo

Roz naya rut roz naya rang
Mai to aa gayi re tang bahrupiye
Roz naya rut roz naya rang
Mai to aa gayi re tang bahrupiye
Aaj koi desh kal koi bhesh
Mere dil me lagi thesh bahrupiye
Bol mujhe tang tune kiya ke nahi kiya
Kiya
Maf karo ho baba maf karo
Maf karo ho baba maf karo
Aisa bhi kya pyar insaf karo
Maf karo ho baby maf karo
Maf karo ho baby maf karo

Nind hai na chain mile jabse mere nain
Raha ye dil bechain teri yad me
Nind hai na chain mile jabse mere nain
Raha ye dil bechain teri yad me
Dil se nikal mat mera khyal
Ho bura hai mera hal teri yad me
Pyar tere sang maine
Kiya ke nahi kiya
Kiya
Maf karo ho baby maf karo
Maf karo ho baby maf karo
Aisa bhi kya pyar insaf karo
Maf karo ho baba maf karo
Maf karo ho baba maf karo
Aisa bhi kya gussa man saf karo
Maf karo ho baby maf karo
Maf karo ho baba maf karo.

More songs lyrics from Keemat.