Suno Suno Ban Ke Prani Lyrics

"Suno Suno Ban Ke Prani" lyrics from Amar Jyoti sung by shanta apte and music directed by master krishnarao and composed by master krishnarao and lyrics written by narottam vyas

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Suno Suno Ban Ke Prani Lyrics


Suno suno suno suno
Suno suno ban ke prani
Bani hoon aaj tumhari rani
Bani hoon aaj tumhari rani
Suno suno suno suno
Ban ke prani
Tum ped khade kya karte
Tum ped khade kya karte
Kyun nahin yaha pehara dete
Kyun nahin yaha pehara dete
Ghusa chor kara na haani
Ghusa chor kara na haani
Suno suno ban ke prani
Suno suno ban ke prani

Kaar hai kaar
Hai kaar karo mat jaladi
Bano sipaahi bedaradi
Bano sipaahi bedardi
Sab se roz karo shaitaani
Sab se roz karo shaitaani
Suno suno ban ke prani
Nahin patthar

Patthar tum mantri banana
Patthar tum mantri banana
Raaj kaaj mein badha dena
Raaj kaaj mein badha dena
Aap kiya karna nadani
Aap kiya karna nadani
Suno suno ban ke prani

Tum kunj badi mastani
Tum kunj badi mastani
Ban jana rani ki nani
Ban jana rani ki nani
Sada sharir badhe lasani
Sada sharir badhe
Suno suno ban ke prani
Suno suno ban ke prani.

More songs lyrics from Amar Jyoti.