Suno Meri Baat Suno Lyrics

"Suno Meri Baat Suno" lyrics from Matwala sung by lata mangeshkar and music directed by r. sudarsanam and composed by r. sudarsanam and lyrics written by hargovind

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Suno Meri Baat Suno Lyrics


Suno meri baat suno
Chhota hai munh baat badi
Suno meri baat suno
Chhota hai munh baat badi
Jaane na jaane koi
Aurat ki jaat badi
Jaane na jaane koi
Aurat ki jaat badi
Suno meri baat suno
Chhota hai munh baat badi

Maano haan maan
Badi veer hai naare
Maano haan maan
Badi veer hai naare
Mushkil jo pade banti
Hain woh dhaal tumhari
Maano haan maan
Badi veer hai naare
Maano haan maan
Badi veer hai naare
Mushkil jo pade banti
Hain woh dhaal tumhari
Mard jo bhaag gaye
Aur kisi ki saath ladi
Suno meri baat suno
Chhota hai munh baat badi
Jaane na jaane koi
Aurat ki jaat badi
Suno meri baat suno
Chhota hai munh baat badi

Jab kabhi desh ko
Aa pade zaroorat
Talvaar lekar aati hai
Maidaan mein aurat
Jab kabhi desh ko
Aa pade zaroorat
Talvaar lekar aati hai
Maidaan mein aurat
Kabhi na pichhe rahe jo
Pade mushkil woh sahe
Dhun ki hain pakki badi
Jo rahegi woh phir se khadi
Suno meri baat suno
Chhota hai munh baat badi
Jaane na jaane koi
Aurat ki jaat badi
Suno meri baat suno
Chhota hai munh baat badi

Ek hain jaan magar
Ghum hazaar hin
Kaante bhi uske vaaste
Kaliyon ke haar hai
Ek hain jaan magar
Ghum hazaar hin
Kaante bhi uske vaaste
Kaliyon ke haar hai
Dukh meinkabhi haare nahi
Haar mile toh haar maane nahi
Isi liye main yeh kahoon
Aurat ki jaat badi
Suno meri baat suno
Chhota hai munh baat badi
Jaane na jaane koi
Aurat ki jaat badi
Suno meri baat suno
Chhota hai munh baat badi.

More songs lyrics from Matwala.