Suno Haal Meri Zindagi Ka Lyrics

"Suno Haal Meri Zindagi Ka" lyrics from Chandan sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by master sonik, om prakash sonik and composed by master sonik, om prakash sonik and lyrics written by omkar verma

Lyricist(s):
Music Director(s):

Suno Haal Meri Zindagi Ka Lyrics


Suno haal meri zindagi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Suno haal meri zindagi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Suno haal meri zindagi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka

Badnam kiya duniya ne mujhe
Or nam diya to awara
Badnam kiya duniya ne mujhe
Or nam diya to awara
Apno ne mujhe thukra bhi diya
Fir bhi mai nahi himmat hara
Maine to badhaya hath sada
Maine to badhaya hath sada
Dunia ki taraf dosti ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Suno haal meri zindagi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka

Gum to bhi lagaya maine lage
Aur hasta raha har mushkil mein
Gum to bhi lagaya maine lage
Aur hasta raha har mushkil mein
Samjha na kisi ne apna mujhe
Hai dag yahi mere dil mein
Sikwa na kiya maine to kabhi
Sikwa na kiya maine to kabhi
Aye malik teri berukhi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Suno haal meri zindagi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka.

More songs lyrics from Chandan.