Suni Suni Saans Ki Sitaar Lyrics

"Suni Suni Saans Ki Sitaar" lyrics from Lal Patthar sung by asha bhosle and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by gopaldas saxena (neeraj)

Singer(s):

Suni Suni Saans Ki Sitaar Lyrics


Suni suni saans ki sitaar par
Bhige bhige aansuon ki taar par
Suni suni saans ki sitaar par
Bhige bhige aansuon ki taar par
Ek git sun rahi hai zindagi
Ek git gaa rahi hai zindagi
Suni suni saans ki sitaar par
Bhige bhige aansuon ki taar par

Pyaar jise kahate hain
Pyaar jise kahate hain
Khel hai khilona hai
Aaj ise pana hai
kal ise khona hai
Aaj ise pana hai
kal ise khona hai
Suni suni Suni suni
Suni suni saans ki sitaar par
Bhige bhige aansuon ki taar par
Ek sur milaa rahi hai zindagi
Ek sur bhulaa rahi hai zindagi
Suni suni saans ki sitaar par
Bhige bhige aansuon ki taar par
Suni suni saans ki sitaar par

Koi kali gaati hai
Koi kali gaati hai
Koi kali roti hai
Koi aansu paani hai
Koi aansu moti hai
Koi aansu paani hai
Koi aansu moti hai
Suni suni saans ki sitaar par
Bhige bhige aansuon ki taar par
Kisi ko hansaa rahi hai zindagi
Kisi ko rulaa rahi hai zindagi
Suni suni saans ki sitaar par
Suni suni saans ki sitaar par.

More songs lyrics from Lal Patthar.