Suni Pita Ki Aagya Lyrics

"Suni Pita Ki Aagya" lyrics from Amar Singh Rathod sung by prabodh chandra dey (manna dey) and music directed by sanmukh babu and composed by sanmukh babu and lyrics written by bharat vyas

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Suni Pita Ki Aagya Lyrics


Suni pita ki aagya
Dushamn ki laklkar
Amarsingh ki myan
Se nikal padi talwar
Nikal padi talwar
Mayan se nikal padi talwar
Dharti hili hila anmbar
Duniya mein hahakar hua
Ja jaan hatheli mein lekar
Gode pe sawar sher hua

Khu kar babar shero se jag mein
Rakhan acha bair nahi
Talwar hilata amar chala
Ab jalim singh ki khair nahi
Ab jalim singh ki khair nahi
Vo bijli thi ya goda tha
Toofan tha jiski masti me
Bas ek kadam mein jungle tha
Dusra kadam tha basti mein
Kon karega raksha
Kon karega raksha
Ab jalim singh ke pran ki
Ham tumhe sunate
Katha rajsthan ki
Jai jai rajsthan
Jai bharat ki shan

Laad pyar se thi jo pali
Babul ka ghar chhod tihari
Ab apne sasural chali
Aaj vida ki bela me
Ja ke de uske uphar
Beti ke hatho me
Sopi dekho ek katar
Ye katar kisi ke
Khun karam ki hai pyasi
Yaad dilane amar
Pati ka chali ye dasi
Chingari ab sulag uthi hai
Chingari ab sulag uthi hai
Nari ke apman ki
Ham tumhe sunate
Katha rajsthan ki
Jai jai rajsthan
Jai bharat ki shan
Jai jai rajsthan
Jai bharat ki shan.

More songs lyrics from Amar Singh Rathod.