Sune Zamane Ke Taane Lyrics

"Sune Zamane Ke Taane" lyrics from Subah Ka Tara sung by lata mangeshkar and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by noor lakhnavi

Singer(s):
Lyricist(s):

Sune Zamane Ke Taane Lyrics


Sune zamane ke taane
Hazaaron zulm sahein
Na haal keh sake apna
Tadap tadapte rahe
Na saans lene ki mohalat
Na sar uthaneki
Na saans lene ki mohalat
Aji na sar uthaneki
Mitaa ke chhodegi
Gardish humein zamane ki

Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Yun hi huye
Tera intazaar nahin

Aa tadapti moaz ko milta
Kabhi qaraar nahin
Naseeb hi mein humaare
Kabhi bahaar nahin
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam sanwariya
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye

Uda ke le gayi woh
Bhi hawa zamane ki
Uda ke le gayi woh
Bhi hawa zamane ki
Zara si khaak jo baaki
Thi aashiyane ki

Humaari laash pe aana
To dhaank lena munh
Garz kuch aur nahin
Rash hai zamane ki
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam sanwariya
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye.

More songs lyrics from Subah Ka Tara.