Suna Tha Dekha Na Tha Lyrics

"Suna Tha Dekha Na Tha" lyrics from Mast sung by sonu nigam, sunidhi chauhan and music directed by sandeep chowta and composed by sandeep chowta and lyrics written by nitin raikwar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Suna Tha Dekha Na Tha Lyrics


Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
O kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Are, kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya

Mere honth gayein tarane ushi ke
Woh aaye na jaaye khayalon se
Kyoon hai haal aisa deewanon ke jaisa
Koi to bataa de hua kya hai
Kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha

Main chalta hoon rukta hoon
Phir sochta hoon
Samaa kaisa jaado jagata hai
Agar mast hoon main
To masti ye kya hai
Mere saath ye silsila kya hai
Kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Are kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
La ra la, la ra la
La la la la, la la la la
La la la la, la la la la
Kya yehi woh pyaar hai.

More songs lyrics from Mast.