Sun Sajana Tere Bin Lyrics

"Sun Sajana Tere Bin" lyrics from Jeevan Yudh sung by alka yagnik, babul supriyo and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sun Sajana Tere Bin Lyrics


Sun sajna tere bina
Jina mushkil hai
Sun sajna tere bina
Jina mushkil hai
Ab teri chahat me
Pagal ye dil hai
Sun sajna tere bin
Jina mushkil hai

Dekhu na jo tujhe piya
Jiya ghabraye
Sari sari raina mere
Khwabo me tu aaya
Dekhu na jo tujhe piya
Jiya ghabraye
Sari sari raina mere
Khwabo me tu aaya
Payal meri khanak jaye
Chudi meri bole
Jadu tera chaye
Mujhpe to haule haule
Sun sajna tere bina
Jina mushkil hai
Ab teri chahat me
Pagal ye dil hai

Sun sajni tu hi
To meri manzil hai
Ab teri chahat
Me pagal ye dil hai
Sun sajni tu hi
To meri manzil hai
Ab teri chahat
Me pagal ye dil hai

Dekhe jaha jaha nazar
Tuhi nazar aaye
Khusbu tere tan ki
Mere sanso ko mahkaye
Dekhe jaha jaha nazar
Tuhi nazar aaye
Khusbu tere tan ki
Mere sanso ko mahkaye
Hale jigar kya hai tujhe
Kaise batlau
Jane ada aaja
Tere sine se lag jau
Sun sajni tuhi
To meri manzil hai
Ab teri chahat
Me pagal ye dil hai
Sun sajna tere bina
Jina mushkil hai
Sun sajni tuhi
To meri manzil hai
Sun sajna tere bina
Jina mushkil hai.

More songs lyrics from Jeevan Yudh.