Sun O Dilruba Lyrics

"Sun O Dilruba" lyrics from Aapas Ki Baat sung by asha bhosle and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sun O Dilruba Lyrics


Sun o dilruba dil ki ye sada
Sun o dilruba dil ki ye sada
Kuchh tujhko ho jaye to
Mera kya hoga mera kya hoga
Sun o dilruba dil ki ye sada
Kuchh tujhko ho jaye to
Mera kya hoga mera kya hoga

Tere siwa mera nahi
Mere siwa tera nahi koi yaha
Jane nahi jane nahi jane ja
Tu aa gaya kaha
Sun o dilruba dil ki ye sada

Kya kya bahane banake
Mahfil me tujhko bulake
Bahke adhere ujale
Katil nishane lagake
Kya kya bahane banake
Mahfil me tujhko bulake
Bahke adhere ujale
Katil nishane lagake
Tere siwa mera nahi
Mere siwa tera nahi koi yaha
Jane nahi jane nahi jane ja
Tu aa gaya kaha
Jo maine kaha kya tune suna
Jo maine kaha kya tune suna
Mud ke to dekho na
Aankhe to mila aankhe to mila
Sun o dilruba dil ki ye sada

Ghirne lage gham ke saye
Shama ki lau jhilmilaye
Daman bachake nikal ja
Parwane tu jal na jaye
Ghirne lage gham ke saye
Shama ki lau jhilmilaye
Daman bachake nikal ja
Parwane tu jal na jaye
Tere siwa mera nahi
Mere siwa tera nahi koi yaha
Jane nahi jane nahi jane ja
Tu aa gaya kaha
Aaja mai tujhe
Dil me lu chhupa
Aaja mai tujhe
Dil me lu chhupa
Dil na tod jid ye chhod
Mere paas aa mere paas aa
Sun o dilruba dil ki ye sada
Kuch tujhko ho jaye
To mera kya hoga mera kya hoga
Sun o dilruba dil ki ye sada.

More songs lyrics from Aapas Ki Baat.