Sun Meri Banno Lyrics

"Sun Meri Banno" lyrics from Anjaam sung by alka yagnik and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Sun Meri Banno Lyrics


Sun meri banno sun sun meri banno
Sun meri banno sun sun meri banno
Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa
Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa
Jo khaye wo pachhtaye
Jo naa khaye lal chaye
Jo khaye wo pachhtaye
Jo naa khaye lal chaye

Sun meri banno sun sun meri banno
Sun meri banno sun sun meri banno
Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa
Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa
Jo khaye wo pachhtaye
Jo naa khaye lal chaye
Jo khaye wo pachhtaye
Jo naa khaye lal chaye

Biwi kitni bhi ho khubsurat
Kuchh din hi piya mann bhaye
Biwi kitni bhi ho khubsurat
Kuchh din hi piya mann bhaye
Karke naa jaane kitne bahaane
Jaake shohar kahi dil lagaye
Yaha jiski hui hai shadi kehta hai ise barbadi
Yaha jiski hui hai shadi kehta hai ise barbadi
Sochke dil mera ghabraye
Jo khaye wo pachhtaye
Jo naa khaye lal chaye
Jo khaye wo pachhtaye
Jo naa khaye lal chaye

Sara din phirte hai maare maare
Naa gujarti kawaro ki raate
Sara din phirte hai maari maare
Naa gujarti kawaro ki raate
Ye bataye to kisko bataye
Dil mein hoti hajaaro hi baate
Inka yahi to hai kahna
Mushkil hai kawara rehna
Inka yahi to hai kahna mushkil hai
Kawara rehna nind akele naa aaye
Jo khaye wo pachhtaye
Jo naa khaye lal chaye
Jo khaye wo pachhtaye
Jo naa khaye lal chaye

Sun meri banno sun sun meri banno
Sun meri banno sun sun meri banno
Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa
Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa
Jo khaye wo pachhtaye
Jo naa khaye lal chaye
Jo khaye wo pachhtaye
Jo naa khaye lal chaye.

More songs lyrics from Anjaam.