Sun Le Tu Dil Ki Sada Lyrics

"Sun Le Tu Dil Ki Sada" lyrics from Tere Ghar Ke Samne sung by mohammed rafi and music directed by sachin dev burman and composed by sachin dev burman and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sun Le Tu Dil Ki Sada Lyrics


Oo sun le tu dil ki
Sada sun le tu dil ki
Sada pyaar se pyaar
Saza sun le tu dil ki
Sada pyaar se pyaar
Saza sun le tu dil ki sada

Aaj tak jo bhi hua
Jhoote jagadon ne kiya
Aaj tak jo bhi hua
Aaj tak jo bhi hua
Jhoote jagadon ne kiya
Pyaar hota to kuchh na
Hota na ujadate
Aashiyaan sun le tu dil ki
Sada pyaar se pyaar saza
Sun le tu dil ki sada

Pyaar jis ne na kiya
Khaak duniya mein jiya
Pyaar jis ne na kiya
Pyaar jis ne na kiya
Khaak duniya mein jiya
Us ka jivan koi jivan
Jaise viraan bastiyaan
Sun le tu dil ki sada
Pyaar se pyaar saza
Sun le tu dil ki sada

Pyaar jis dil mein jawan
Samajho bhagwan waha
Pyaar jis dil mein jawan
Pyaar jis dil mein jawan
Samajho bhagwan waha
Maan le tu aur samajh le
Dhadakanon ki ye zubaan
Sun le tu dil ki sada
Pyaar se pyaar saza
Sun le tu dil ki sada

Pyaar dushman se bada
Tab hai jine ka maza
Pyaar dushman se bada
Pyaar dushman se bada
Tab hai jine ka maza
Ye zameen bhi tu bana
De milan ka aasman
Ye zameen bhi tu bana
De milan ka aasman
Ye zameen bhi tu bana
De milan ka aasman.

More songs lyrics from Tere Ghar Ke Samne.