Sun Le Meri Jaan Lyrics

"Sun Le Meri Jaan" lyrics from Pyaar Ki Dastan sung by suman kalyanpur, talat mahmood and music directed by naushad ali and composed by naushad ali and lyrics written by sarvar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sun Le Meri Jaan Lyrics


Sun le meri jaan keh rehi zubaan
Sun le meri jaan keh rehi zubaan
Pyaar ki dastaan pyaar ki dastaan
Maine sun liya dil ne chun liya
Maine sun liya dil ne chun liya
Tumko meharbaan
Tumko meharbaan maine chun liya

Rahe ye haath haath mein
Na chhoote umr bhar
Rahe ye haath haath mein
Na chhoote umr bhar
Na chhoote umr bhar
Kabhi na khatm ho
Hamaare pyaar ka safar
Pyaar ka safar
Ruke na dilbura chale yun hi sada
Ruke na dilbura chale yun hi sada
Apna karwaan apna karwaan
Sun le meri jaan

Qadam qadam pe dega gham
Zamaane chaah mein
Qadam qadam pe dega gham
Zamaane chaah mein
Zamaane chaah mein
Khushi se jaan denge ham
Wafa ki raah mein
Wafa ki raah mein
Ye waada pyaar ka
Na dena tum bhula
Ye waada pyaar ka
Na dena tum bhula
Mere paasbaan
Mere paasbaan maine sun liya

Gawaah aasmaan hai
Aur ye zameen hai
Gawaah aasmaan hai
Aur ye zameen hai
Ye zameen hai daga na
Doge tum kabhi mujhe
Yakeen hai mujhe yakeen hai
Kasam teri sanam
Juda na honge ham
Kasam teri sanam
Juda na honge ham
Jeete jee yaha jeete jee yaha
Sun le meri jaan keh rahi zubaan
Sun le meri jaan keh rahi zubaan
Pyaar ki dastaan
Pyaar ki dastaan
Pyaar ki dastaan
Pyaar ki dastaan
Pyaar ki dastaan.

More songs lyrics from Pyaar Ki Dastan.