Sukh Aur Dukh Lyrics

"Sukh Aur Dukh" lyrics from Naami Chor sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by shadab akhtar

Lyricist(s):

Sukh Aur Dukh Lyrics


Sukh or dukh is dunia me takdir ne bate hai
Ek daman me phul bhare hai ik me kate hai
Ek me kate hai

Jo papi ka nash kare wo apradhi kahlaye
Lekin ye takdir ka likha koi badal na paye
Jab khud insaf ka malik dekhke chup rah jaye
Sukh or dukh is dunia me takdir ne bate hai
Ek daman me phul bhare hai ik me kate hai

Rona iska dekh raha hai tu insaf ke wali
Apne lahu se ki thi jisne bagiya ki rakhwali
Aag laga di is dunia ne jal gayi sab haryali
Sukh or dukh is dunia me takdir ne bate hai
Ek daman me phul bhare hai ik me kate hai.

More songs lyrics from Naami Chor.