Subah Subah Lyrics

"Subah Subah" lyrics from I See You sung by vishal dadlani, zubeen garg and music directed by shekhar ravjiani, vishal dadlani and composed by shekhar ravjiani, vishal dadlani and lyrics written by vishal dadlani

Lyricist(s):
Music Director(s):

Subah Subah Lyrics


Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaao mein chal raha hoon
Nayi subah nayi jagah
Nayi tarah se nayi dishaao
Mein chal raha hoon
Nayi nayi hain meri nazar
Ya hain nazaarein naye
Yaa dekhate khwab
Main chal raha hoon
Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaao mein chal raha hoon
Nayi subah nayi jagah
Nayi tarah se nay nazaare
Main dekhata hoon
Ye gungunaata huva sama
Ye muskuraati fiza
Jahaan ke saath
Main chal raha hoon
Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaao mein chal raha hoon

Jo abhi hain usiko jilein
Jo diya wo ji liya
Wo nasha pi liya
Kal nasha hain ek naya
Jo na kiya to kya jiya
Har pal ko pi ke agar
Dil na bhar diya
Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaao mein chal raha hoon
Nayi subah nayi hava
Nayi tarah se nayi
Dishaao mein chal raha hoon
Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaao mein chal raha hoon
Nayi subah nayi jagah
Nayi tarah se nayi
Dishaao mein chal raha hoon
Ye gungunaata huva sama
Ye muskuraati fiza
Jahaan ke saath
Main chal raha hoon
Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaao mein chal raha hoon.

More songs lyrics from I See You.