Subah Ka Bhoola Lyrics

"Subah Ka Bhoola" lyrics from Gehra Daag sung by asha bhosle and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by shakeel badayuni

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Subah Ka Bhoola Lyrics


Duniya walo jis dukhiya se
Ho jaye koi bhul
Usko tum khata mat samjho
Wo bhi hai ek phool

Subah ka bhula jab shaam ko
Ghar aa jaye to ghar aa jaye
Wo bhula na kahlaye
Suno ji wo bhula na kahlaye

Subah ka bhula jab shaam ko
Ghar aa jaye to ghar aa jaye
Wo bhula na kahlaye
Suno ji wo bhula na kahlaye

Kaise panderah din me
Koi razo ko suljaye
Kaise panderah din me
Koi razo ko suljaye
Usi tarah koi meet bichhad ke
Tumse fir mil jaye
Usi tarah koi meet bichhad ke
Tumse fir mil jaye

Usko akela chod na dena
Chod na dena
Uske sapne todh na dena
Todh na dena
Sachi hai ye baat ki apni
Bhul pe jo pachtaye
Wo bhula na kahlaye
Suno ji wo bhula na kahlaye

Subah ka bhula jab shaam ko
Ghar aa jaye to ghar aa jaye
Wo bhula na kahlaye
Suno ji wo bhula na kahlaye

Aaj ki jyot jaga lo
Apne jivan ki bati me
Aaj ki jyot jaga lo
Apne jivan ki bati me

Beeti gadiya jinke liye thi
Mil gaye wo matti me
Kal ki bate hui purani hui purani
Chedo koi nayi kahani nayi kahani
Bhul ke jo dard
Aage kadam badaye
Wo bhula na kahlaye
Suno ji wo bhula na kahlaye
Wo bhula na kahlaye
Subah ka bhula jab shaam ko
Ghar aa jaye to ghar aa jaye
Wo bhula na kahlaye
Suno ji wo bhula na kahlaye
Suno ji wo bhula na kahlaye
Wo bhula na kahlaye
Suno ji wo bhula na kahlaye.

More songs lyrics from Gehra Daag.