Sirf Itna Sa Lyrics

"Sirf Itna Sa" lyrics from Dilkush sung by sonali jalota and music directed by anup jalota and composed by anup jalota

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sirf Itna Sa Lyrics


Sirf itna sa karam farmaiye
Sirf itna sa karam farmaiye
Aap mere zindagi ban jaaiye
Aap mere zindagi ban jaaiye ban jaaiye
Sirf itna sa karam farmaiye
Sirf itna sa karam farmaiye

Aap ne waade kiye hain saikado
Aap ne waade kiye hain saikado
Aap ne waade kiye hain saikado
Koi to wada waffa farmiye
Koi to wada waffa farmiye
Koi to wada waffa farmiye farmiye
Sirf itna sa karam farmaiye

Aap ko meri mohabbat ki kasam
Aap ko meri mohabbat ki kasam
Aap ko meri mohabbat ki kasam
Meri duniya ke khuda ban jaaiye
Meri duniya ke khuda ban jaaiye
Meri duniya ke khuda ban jaaiye ban jaaiye
Sirf itna sa karam farmaiye

Din judaai ke gaye mere hujoor
Din judaai ke gaye mere hujoor
Din judaai ke gaye mere hujoor
Wasl ka mausam hain ab to aaiye
Wasl ka mausam hain ab to aaiye
Wasl ka mausam hain ab to aaiye ab aaiye
Sirf itna sa karam farmaiye

Zindagi ka maikada mehtaab hain
Zindagi ka maikada mehtaab hain
Zindagi ka maikada mehtaab hain
Aaiye jaame wafa chhalkaiye
Aaiye jaame wafa chhalkaiye
Aaiye jaame wafa chhalkaiye chhalkaiye
Sirf itna sa karam farmaiye
Sirf itna sa karam farmaiye
Karam farmaiye..karam farmaiye
Karam farmaiye..karam farmaiye.

More songs lyrics from Dilkush.