Sine Mein Dil Hai Dil Mein Sanam Lyrics

"Sine Mein Dil Hai Dil Mein Sanam" lyrics from Agneepath sung by alka yagnik, kumar sanu and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Sine Mein Dil Hai Dil Mein Sanam Lyrics


Sine mein dil hai dil mein sanam,
Aur sanam mein jaan meri
Ishq hai dhadakan, ishq hai sajan,
Ishq hai pehchan meri

Palo kee judayi ham naa sahenge,
Sath jiyenge, sath marenge
Ik duje ke bina ham naa rahenge,
Har ek janam mein wada karenge
Har ek janam mein wada karenge
Tujh bin kuchh bhi naa chahu main
Tu mera tan main jaan teri

Sine mein dil hai dil mein sanam,
Aur sanam mein jaan meri

Ankh khule toh dekhu main tujhko,
Band ho ankhe teri chhavi ho
Har ik rang mein chhaya ho teri
Us chhaya mein meri zindagi ho
Us chhaya me meri zindagi ho
Sath me too toh ho jayegee
Har mushkil asan meri
Jisme teri khushboo hogi
Bas usako hi phul kahunga
Jisme too naa shamil hoga
Us jeevan ko bhul kahungi
Us jeevan ko bhul kahunga
Tere sur mein bas jayege
Tutegi jab taan meri

Sine mein dil hai dil mein sanam,
Aur sanam mein jaan meri
Ishq hai dhadakan, ishq hai sajan,
Ishq hai pehchan meri.

More songs lyrics from Agneepath.