Shyam Shyam Re Lyrics

"Shyam Shyam Re" lyrics from Apna Haath Jagannath sung by asha bhosle and music directed by sachin dev burman and composed by sachin dev burman and lyrics written by kaifi azmi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Shyam Shyam Re Lyrics


Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Bansi ki tan suna
Bane mora kam re
Bansi ki tan suna shyam

Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Bansi ki tan suna
Bane mora kam re
Bansi ki tan suna shyam

Dukh ka sagar man ki dhara
Dagmag nayya dur kinara
Dukh ka sagar man ki dhara
Dagmag nayya dur kinara
Nayya khiwaya bin mori dole
Raswan me aata hai
Jiwan bhi khole
Choti si choti si jan bata
Bada tora nam re
Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Bansi ki tan suna
Bane mora kam re
Bansi ki tan suna shyam

Dropdi ko diya sahara
Mahabali ko tune tara
Dropdi ko diya sahara
Mahabali ko tune tara
Aake ahillya ko mukti dilayi
Parhlad ki laz tune bachai
Bhakto ke bhakto ke
Hath sada bika bina dam re
Bansi ki tan suna shyam
Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Bansi ki tan suna
Bane mora kam re
Bansi ki tan suna shyam

Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Bansi ki tan suna
Bane mora kam re
Bansi ki tan suna shyam
Shyam shyam shyam re
Shyam shyam shyam re.

More songs lyrics from Apna Haath Jagannath.