Shukriya Shukriya Shukriya Lyrics

"Shukriya Shukriya Shukriya" lyrics from Prem Tapasya sung by shabbir kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Shukriya Shukriya Shukriya Lyrics


Aye meri jane gazal tarif ke kabil hai tu
Zindagi tanhayiyo ka naam hai mahfil hai tu
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya tere pyar bhare ahsano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya

Kaha suna maf hum deewano ka
Kaha suna maf hum deewano ka
Tere pyar bhare ahsano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya

Tera kitna maskur hu mai
Tera kitna maskur hu mai
Chal sakta nahi majbur hu mai
Lagta hai nashe me chur hu mai
Chur hu mai
Teri aankho ke paymano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya

Ek apni nishani chhod gaye
Ek apni nishani chhod gaye
Kuchh yade purani chhod gaye
Arma ye kahani chhod gaye
Isi dil ke in mehmano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya

Apni sari mulakato ka
Jo sath kati un rato ka
Apni sari mulakato ka
Jo sath kati un rato ka
Jo hamme hui un bato ka
Unhi bato ke afsano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya
Kaha suna maf hum deewano ka
Kaha suna maf hum deewano ka
Tere pyar bhare ahsano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya.

More songs lyrics from Prem Tapasya.