Shukriya - Jubin Nautiyal, Krishnakumar Kunnath (K.K) Lyrics

"Shukriya - Jubin Nautiyal, Krishnakumar Kunnath (K.K)" lyrics from Sadak 2 sung by jubin nautiyal, krishnakumar kunnath (k.k) and music directed by jeet gannguli and lyrics written by rashmi virag

Lyricist(s):
Music Director(s):

Shukriya - Jubin Nautiyal, Krishnakumar Kunnath (K.K) Lyrics


Zindagi chal tera shukriya
Shayad mile na tu kal ki subah
Jo diya humne hans ke liya
Ae zindagi tera chal shukriya

Har saans ka har khwab ka
Umeed ke sailaab ka
Tujh se judi har baat ka shukriya

Teri dhoop ka barsaat ka
Thama jise uss hath kaa
Acche boore halaat ka shukriya
Shukriya, shukriya

Milna bichadna aana jaana
Tai hai sab kuch pehle se
Pyar bhare pal baandh ke rakh le
Baaki sab kuch rehne de

Kuch nahi hath aayega yahan
Phir bhi ae zindagi tera shukriya

Shukriya, shukriya.

More songs lyrics from Sadak 2.