Shraddha Rakho Jagat Ke Logon Lyrics

"Shraddha Rakho Jagat Ke Logon" lyrics from Hari Darshan sung by lata mangeshkar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by ramchandra baryanji dwivedi (kavi pradeep)

Singer(s):

Shraddha Rakho Jagat Ke Logon Lyrics


Shraddha rakho jagat ke logo
Apne dina nath me
Humari jiwan martyu ab uske haat me
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Bal na baka ho saka uska
Jiska raksak nihal
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan

Tyag do rey khali phal ki asha
Savarth bina parit jodo
Kal kya hoga iski chinta
Jagat pita par chhodo
Kya honi hai kya anhoni
Kya honi hai kya anhoni
Sab ka usko gayan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan

Jal thal aagan akash pawan par
Keval uski sata, keval uski sata
Jal thal aagan akash pawan par
Keval uski sata
Parbhu iccha ke bin
Yaha hil na sake ek ptaa
Hil na sake ek ptaa
Usi ka socha yaha pe hoga
Usi ka socha yaha pe hoga
Uski skati mahan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan

Bhagwan dayavan bhagwan dayavan
Bhagwan dayavan bhagwan dayavan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Bhagwan dayavan bhagwan dayavan.

More songs lyrics from Hari Darshan.