Sherowali Mata Ka Lyrics

"Sherowali Mata Ka" lyrics from Amba sung by kavita krishnamurthy, sukhwinder singh, suresh wadkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Sherowali Mata Ka Lyrics


Ashi char churashi
Kanthyawali mata
Teri sada hi jai
Uchiya pahada wali mata
Teri sada hi jai
Uchiya latha wali mata
Teri sada hi jai

Sherowali mata ka
Jab naam jhuba par aata hain
Sherowali mata ka
Jab naam jhuba par aata hain
Janam safal ho jata hain
Janam safal ho jata hain
Janam safal ho jata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di
Jago sone walo
Arey jago sone walo
Darshan dene wali mata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ke darshan karne se
Maan mandir ban jata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di

Khushiya bate sherowali
Khushiya bate sherowali
Logo bhar lo jholiya khali
Kuch mat mango banke sawali
Mata ke bhakto ko
Bin mange sab mil jata hain
Janam safal ho jata hain
Janam safal ho jata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain

Aao chale sab gham ke mare
Aao chale sab gham ke mare
Jag jeevan ke rashte sare
Aate hain mata ke daware
Mata ke daware se sidha
Swrag ko rashta jata hain
Janam safal ho jata hain
Janam safal ho jata hain
Janam safal ho jata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain

Jhuti khushi se khush mat hona
Jhuti khushi se khush mat hona
Sancha jal kab mile mat rona
Ye jeevan mein ek sawpan salona
Jo khoya jo paya jag mein
Jag mein hi rah jata hain
Janam safal ho jata hain
Janam safal ho jata hain
Janam safal ho jata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Mata ka jagrata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Sherowali mata ka
Jab naam jhuba par aata hain
Janam safal ho jata hain
Janam safal ho jata hain
Janam safal ho jata hain
Aaj mata ka jagrata hain
Jai mata di jai mata di
Sherowali mata ki jai jai bolo
Sherowali mata ki jai jai bolo
Ho bahrowali mata ki jai jai bolo
Bahrowali mata ki jai jai bolo
Jai mata di jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di jai mata di
Sare bolo jai mata di sare bolo
Jai mata di jai mata di.

More songs lyrics from Amba.