Sheeshe Ka Samundar Lyrics

"Sheeshe Ka Samundar" lyrics from The Xpose sung by ankit tiwari and music directed by himesh reshammiya and composed by himesh reshammiya and lyrics written by sameer anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sheeshe Ka Samundar Lyrics


Sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein

Sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Maaya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya
Woh to gaya

Ho sheeshe ka samandar
Paani ki deewarein
Maya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya
Woh to gaya

Ho sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein

Barf ki reton pe
Shararon ka thikana
Garm sehraaon mein
Narmiyon ka fasaana
Yaadon ka aaina
Uthta hai jahaan
Sach ki parchaaiyan
Har jagah aati hai nazar

Sone ke hain baadal
Pattharon ki barish
Maya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya
Woh to gaya
Ho seeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Wo o o

Dil ki iss duniya mein
Sarhadein hoti nahi
Dard bhari aankhon mein
Raahatein soti nahi
Jitne ehsaas hain
An-bujhi pyaas hai
Zindagi ka falsafa
Pyaar ki panahon
Mein chhupa

Dhoop ki hawaayein
Kaanton ke bageeche
Maya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya
Woh to gaya
Ho shishe ka samandar
Paani ki deewarein.

More songs lyrics from The Xpose.