Shayarana Lyrics

"Shayarana" lyrics from Daawat-E-Ishq sung by shalmali kholgade and music directed by sajid ali, wajid ali and composed by sajid ali, wajid ali and lyrics written by kausar munir

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Shayarana Lyrics


Jheeni hai bheeni hai
Khushboo teri hai
Main mehak rahi hoon
Jheeni hai bheeni hai
Khushboo teri hai
Main mehak rahi hoon

Khatti hai meethi
Hai boliyan teri hain
Main chehak rahi hoon
Tu chahat purani
Shararat nayi hai
Yaqeen toh dila de
Tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan
Bhi phisalne lagi

Hui hui main toh hui shayrana hui
Hui hui main toh hui shayrana hui
Gungunane lagi aashiqana hui
Hui hui main toh hui shayrana hui
Oh oh woo oh shayarana huyi

Main shayrana
Shayrana shayrana hui
Chaand chhal ke chal diya hai
Din mein hi nikal liya hai
Khwaab tod laya
Hai mere liye naye
Aage peechhe
Baahein kheenche
Udd rahi hain yeh hawaayein
Raahein dhoondh laayi
Hain mere liye nayi
Shayarana shayarana
Ho gayi main shayarana
Shayarana shayarana
Sha ra ra ra shayarana
Tu hasrat puraani
Tu aadat nayi hai
Yaqeen to dila de
Tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan
Bhi phisalne lagi

Hui hui main to
Hui shayarana hui
Hui hui main to
Hui shayarana hui
Gungunaane lagi
Aashiqana hui
Hui hui main to
Hui shayarana hui
Oh oh woo oh
Shayarana hui

Pa para ra para ra ra
Pa pa pa para aa ee
Pa ra ra ra

Kahein jo sakhiyan
Sune jo takiyaan
Tu hai woh kahaani
Kahein jo sakhiyan
Sune jo takiyaan
Tu hai woh kahaani
Daude jo nas mein
Rahe na bas mein
Tu hai woh ravaani
Main jis pe fidaa hoon
Adaa ban gaya tu
Jo sach ho gayi woh
Duaa ban gaya tu
Ki haaye zubaan
Bhi phisalne lage

Hui hui main to
Hui shayrana hui
Hui hui main to
Hui shayrana hui
Shayarana o o shayarana o
O shayarana shayarana shayarana
Shayarana na na na na
Shana ra ra ra ra
Shayrana hui yeah yeah
Shayrana hui shayrana hui
Shayrana hui.

More songs lyrics from Daawat-E-Ishq.