Shauq Khwab Ka Lyrics

"Shauq Khwab Ka" lyrics from Jahan Tum Le Chalo sung by lata mangeshkar and music directed by vishal bhardwaj and composed by vishal bhardwaj and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Shauq Khwab Ka Lyrics


Shauq khwab ka hai wo nind aaye na
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na
Jhooth bolta hai roz roz aaina
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na
Jhooth bolta hai roz roz aaina

Saans jo sulagti hai
Saans jo sulagti hai
To aankh jalti hai
Kya pata ye dil ki hai ya meri galti hai
Kisko main manau karu dua uda aaina
Jhooth bolta hai roz roz aaina
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na

Nukata chi hai dil mera
Nukata chi hai dil mera
Mujhe sakun nahi
Main kahu ke yu do dil kahe
Ke yu nahi
Janti hu sab magar mujh mein aaina
Jhooth bolta hai roz roz aaina
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na.

More songs lyrics from Jahan Tum Le Chalo.