Sharab E Ishq Ke Aage Lyrics

"Sharab E Ishq Ke Aage" lyrics from Baghi Sipahi sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Sharab E Ishq Ke Aage Lyrics


Sharab e ishq ke aage
Maja kya kadwe pani ka
Nasha samjho na tum jalim
Nasha hai ye jawani ka
Muskurati zindagi
Ko chhod ke na ja
Dil hamari arazu ka tod ke na ja
Aankho ki lila bhar de zara
Aankho ki lila bhar de zara
Aaja aaja saki aa

Husn benakab hai
Ishq par sabab hai
Ishq par sabab hai
Chand ka jawab mai hu
Mera kya jawab hai
Mera kya jawab hai
Aise me dilbar muh na chhupa
Aise me dilbar muh na chhupa
Aaja aaja saki aa

Tu hai dil ke tar me
Dar ki pukar me
Dar ki pukar me
Mujhpe yu sitam na kar
Is jawan bahar me
Is jawan bahar me
Thukra na mujhko aye zalima
Thukra na mujhko aye zalima.

More songs lyrics from Baghi Sipahi.