Sham E Furqat Ka Dhal Gaya Saya Lyrics

"Sham E Furqat Ka Dhal Gaya Saya" lyrics from Sanyasi sung by lata mangeshkar, premnath malhotra and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Lyricist(s):

Sham E Furqat Ka Dhal Gaya Saya Lyrics


Sitare dubne lage haye siskiya le kar
Chirag bujhne lage haye hichkiya le kaar
Koyal khadak ke mast kare jab alap se
Dil ke walwale dab jayenge
Table ki thap
Shame furkar shame furkar ka
Dhal gaya saya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re
Aane wala sajna nahi aaya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re
Aane wala sajna nahi aaya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re

Meri ada sabse jud log hue mujhpe fida
Nur na dekho dekhne walo
Paas to aao dil se lagalo
Aaj hai mauka arman mitalo
Apna aashik
Apna aashik unhi ko tumhi ko banaya re
Apna aashik unhi ko tumhi ko banaya re
Aane wala sajna nahi aaya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re

Nam mera… Charo taraf
Shor mera… Charo taraf
Jisne bhi dekha mera najara
Har koi bol mara re mara
Jaan se pyara mera ishara
Apni chutki pe
Apni chutki pe sabko nachaya re
Apni chutki pe sabko nachaya re
Aane wala sajna nahi aaya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re.

More songs lyrics from Sanyasi.