Shahar Dar Shahar Lyrics

"Shahar Dar Shahar" lyrics from Hazir sung by hariharan and music directed by hariharan and composed by hariharan

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Shahar Dar Shahar Lyrics


Shehar dar shehar liye
Phirta hoon tanhai ko
Shehar dar shehar liye
Phirta hoon tanhai ko
Kaun sa naam doon mein
Teri shanasayi ko
Shehar dar shehar liye
Phirta hoon tanhai ko

Koi mehfil ho
Tera naam tu aajata hai
Koi mehfil ho
Tera naam tu aajata hai
Jaan kar saath laga
Rakha hain ruswai ko
Jaan kar saath laga
Rakha hain ruswai ko

Sa ga ma dha dha ni dha ma ga
Ma ni dha ma ga ma pa ga ma re
Re ga ma pa ga ma re
Sa ni re sa pa ma ga re sa

Jis taraf jayiye hai
Khokhle lafzhon ka hujoom
Jis taraf jayiye hai
Khokhle lafzhon ka hujoom
Kaun samjhye yahan
Awaaz ki gehrahai ko
Kaun samjhye yahan
Awaaz ki gehrahai ko
Shehar dar shehar liye
Phirta hoon tanhai ko

Khoob waqif hoon mein
Duniyaan ke chalan se rashid
Khoob waqif hoon mein
Duniyaan ke chalan se rashid
Mein ne parbat nahin
Samjha hai kabhi rai ho
Mein ne parbat nahin
Samjha hain kabhi rai ho
Shehar dar shehar liye
Phirta hoon tanhai ko
Kaun sa naam doon
Mein teri shanasayi ko
Shehar dar shehar liye
Phirta hoon tanhai ko.

More songs lyrics from Hazir.