Shaam Suhani Nadi Ke Lyrics

"Shaam Suhani Nadi Ke" lyrics from Nishan Danka sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt), talat mahmood and music directed by basant prakash and composed by basant prakash and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)

Music Director(s):
Composer(s):

Shaam Suhani Nadi Ke Lyrics


Shaam suhani nadi ke kinare
Machalne lage aaj arma humare
Nadi ke kinare

Rupehli sunehri ye dariya ki moje
Aye chadhti hui jaise raja ki foje
Bhag chup jaye hum dar ke mare
Bhag chup jaye hum dar ke mare
Nadi ke kinare

Shaam suhani nadi ke kinare
Machalne lage aaj arma humare
Nadi ke kinare

Aao aao mohobat ki duniya basaye
Man ko bhati nahi apki ye adaye

Nirale hai duniya se nakhare tumahre
Nadi ke kinare
Nirale hai duniya se nakhare tumahre
Nadi ke kinare

Shaam suhani nadi ke kinare
Machalne lage aaj arma humare
Nadi ke kinare.

More songs lyrics from Nishan Danka.