Sawariya Re Kahe Mare Nazariya Lyrics

"Sawariya Re Kahe Mare Nazariya" lyrics from Panna sung by rajkumari dubey and music directed by aamir ali and composed by aamir ali and lyrics written by wali sahab

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sawariya Re Kahe Mare Nazariya Lyrics


Sawariya re kahe mare nazariya
Aaja re meri nagariya
Mare nazariya mare nazariya
Mare nazariya mare nazariya
Sawariya re

Ut bahe jamuna it bahe ganga
Ut bahe jamuna it bahe ganga
Bich mein khado kanhaiya re
Bich mein khado kanhaiya re
Kahe mare nazariya
Sawariya re kahe mare najaraiya
Sawariya re kahe mare nazariya

Vrinda wan ke
Vrinda wan ke kunj galiyan mein
Vrinda wan ke kunj galiyan mein
Main mathura ki gujariya re
Main mathura ki gujariya re
Kahe mare nazariya
Sawariya re kahe mare nazariya
Sawariya re kahe mare nazariya.

More songs lyrics from Panna.