Sau Sau Janmon Wala Lyrics

"Sau Sau Janmon Wala" lyrics from Nagin Aur Lootere sung by kumar sanu, sadhana sargam and music directed by anand (anand-laxman), laxman (anand-laxman) and composed by anand (anand-laxman), laxman (anand-laxman) and lyrics written by asad ajmeri

Singer(s):
Lyricist(s):

Sau Sau Janmon Wala Lyrics


Sau sau janmon wala hain
Yeh rishta tera mera
Sau sau janmon wala hain
Yeh rishta tera mera
Chain na aaye jab tak main
Ba dekhun mukhada tera
Mujhe chhod ke na jaana
Dil tod ke na jaana
Mujhe chhod ke na jaana
Dil tod ke na jaana
Main to jeena sakunga
Tere bina tere bina ho

Sau sau janmon wala hain
Yeh rishta tera mera
Sau sau janmon wala hain
Yeh rishta tera mera
Mar kar bhi na chhutega ab
Ye saath tera mera
Mujhe chhod ke na jaana
Dil tod ke na jaana
Mujhe chhod ke na jaana
Dil tod ke na jaana
Main to jeena sakunga
Tere bina tere bina ho
Sau sau janmon wala hain
Yeh rishta tera mera

Kudarat ki anmol nishaani
Meri mohabbat teri jawaani
Kudarat ki anmol nishaani
Meri mohabbat teri jawaani
Sab se anokhi sab se puraani
Sab se anokhi sab se puraani
Teri meri prem khaani
Mujhe apna banale piya
Piya dil mein basale
Mujhe apna banale
Piya dil mein basale
Main to jeena sakunga
Tere bina tere bina ho
Main to jeena sakunga
Tere bina tere bina ho
Sau sau janmon wala hain
Yeh rishta tera mera

Pyaar ke waade aaj nibhade
Soyi huyi tadeer jaga de
Pyaar ke waade aaj nibhade
Soyi huyi tadeer jaga de
Duniya ki har rasham nibhade
Duniya ki har rasham nibhade
Saajan meri maang saja de
Tere ghar pe main aau
Teri doli leke jaaun
Tere ghar pe main aau
Teri doli leke jaaun
Main to jeena sakunga
Tere bina tere bina ho
Sau sau janmon wala hain
Yeh rishta tera mera

Sau sau janmon wala hain
Yeh rishta tera mera
Chain na aaye jab tak main
Ba dekhun mukhada tera
Mujhe chhod ke na jaana
Dil tod ke na jaana
Mujhe chhod ke na jaana
Dil tod ke na jaana
Main to jeena sakunga
Tere bina tere bina haa
Sau sau janmon wala hain
Yeh rishta tera mera
Sau sau janmon wala hain
Yeh rishta tera mera

More songs lyrics from Nagin Aur Lootere.