Sau Baar Kaha Aankhon Ne Lyrics

"Sau Baar Kaha Aankhon Ne" lyrics from Aayi Teri Yaad sung by penaz masani and music directed by jaidev verma and composed by bhupinder singh, jaidev verma and lyrics written by naqsh lyallpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sau Baar Kaha Aankhon Ne Lyrics


Sau baar kaha aankhon
Ne yahi afasana
Sau baar kaha aankhon
Ne yahi afasana
Dil jaane tammana
Dil jaane tammana
Aapka hai deewana
Teri jagah banho
Main chali aayi hun
Teri jagah banho
Main chali aayi hun
Tu meri hasin palako
Main khwaab sajana
Tu meri hasin palako
Main khwaab sajana
Dil jaane tammana
Aapka hai deewana

Yeh phulo ki maheki
Maheki si angnai
Yeh phulo ki maheki
Maheki si angnai
Dil chhune lagi
Dil chhune lagi
Zarano ki nakh sehnai
Lo sikh liya mausam
Ne pyaar lutana
Lo sikh liya mausam
Ne pyaar lutana
Dil jaane tammana
Aapka hai deewana

Main husn tera rango
Main sanwaru kaise
Mein teri hasi aankhon
Main niharu kaise
Main husn tera rango
Main sanwaru kaise
Mein teri hasi aankhon
Main niharu kaise
Yeh baat agar tu
Samajhe to samajhana
Yeh baat agar tu
Samajhe to samajhana
Dil jaane tammana
Aapka hai deewana

Chha jaaye meri duniya
Pe khusi ka saavan
Chha jaaye meri duniya
Pe khusi ka saavan
Na chhute kabhi
Na chhute kabhi haatho
Se wafaa ka daman
Tu meri wafaa ka
Raaz hai jaane jaana
Tu meri wafaa ka
Raaz hai jaane jaana
Dil jaane tammana
Aapka hai deewana.

More songs lyrics from Aayi Teri Yaad.