Satrangi Saathiya Lyrics

"Satrangi Saathiya" lyrics from Phhir sung by toshi sabri and music directed by sharib sabri, toshi sabri and composed by sharib sabri, toshi sabri and lyrics written by rakesh kumar (kumaar)

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Satrangi Saathiya Lyrics


Zameen se aasmaan tak main
Tujhe mehsoos karta hoon
Kahin bhi tu rahe khud mein
Tujhe mehfooz rakhta hoon ho…
Zameen se aasmaan tak main
Tujhe mehsoos karta hoon
Kahin bhi tu rahe khud mein
Tujhe mehfooz rakhta hoon

Tere hi saaye mein
Saansein leta ab har lamha
Meri do aankhon ko
Ek bas tere chehre ke siva
Badrang lage sara jahaan
Jaa satrangi saathiya
Badrang nazar sara jahaan
Jaa satrangi saathiya
Badrang nazar sara jahaan
Jaa satrangi saathiya

Tere hi sajde mein rahoon
Khuda se tauba kar loon
Hai do hi lafzon ka karam
Labon pe apne rakh loo main

Tujhme hi woh rasta hai
Mujh me aake jo mila hai

Mujh se aake jo mila hai
Maine khud mein tujh ko dekha hai
Or mujh me tu hi dikha hai
Badrang lage sara jahaan
Jaa satrangi saathiya
Badrang lage sara jahaan
Jaa satrangi saathiya
Badrang lage sara jahaan
Jaa satrangi saathiya

Hai teri zulfon ki ada
Hawa ka aalam jaise
Hai teri aankhon ka asar
Hai subah ka mausam jaise

Tere hi saaye mein
Saansein leta ab har lamha
Meri do aankhon ko
Ek bas tere chehre ke siva
Badrang lage sara jahaan
Jaa satrangi sathiya
Badrang lage sara jahaan
Jaa satrangi sathiya
Badrang lage sara jahaan
Jaa satrangi sathiya

Aaa…..

More songs lyrics from Phhir.