Sathiya Tune Kya Lyrics

"Sathiya Tune Kya" lyrics from Love sung by krishnan nair shantakumari chitra (k.s. chitra), s. p. balasubrahmanyam and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Sathiya Tune Kya Lyrics


Sathiya tune kya kiya
Beliya ye tune kya kiya
Maine kiya tera intezar
Itna karo naa muje pyar
Itna karo naa muje pyar

Sathiya tune kya kaha
Beliya ye tune kya kaha
Yu na kabhi karna intezar
Maine kiya hain tumase pyar
Maine kiya hain tumase pyar

Sathiya tune kya kiya
Beliya ye tune kya kiya

Itanee mohababt sah na sakunga,
Sach main zinda rah na sakunga
Tujhko samloo yeh mera jimma,
Mai hu toh kya hain jane tamana
Abb jeena marana mera
Janam tere hath hain
Maine kaha na sanam,
Abb tu mere sath hai
Toh phir sambhal, ke mein chala
Jana kaha, aa dil me aa

Dil ke chaman ka hasna to dekha
Jagee nazar ka sapana to dekha
Ese bane ham ek jan
Ek dil tu hain ke main hoon
Kahena ho mushkil
Chota basanti hain tu,
Tan hain gulabi meraa
Do rang mile ke bad
Hote nahee hain juda
Toh phir samhal, le mein chala
Jana kaha, aa dil mein aa

La lla la

Sathiya ye tune kya kiya
Beliya ye tune kya kaha

Dil ke chaman ka hafana to dekho
Jaagi nazar ka sapana to dekho
Aise huwe ham ek jaan ek dil
Tu hai ke main hoon
Kahena hain mushkil
Zoka basanti hain tu
Tan hain gulabi mera
Do rang milane ke baad
Ho te nahi juda
Toh phir samhal, le mein chala
Jana kaha, aa dil mein aa

La lla la

Sathiya ye tune kya kiya
Beliya ye tune kya kaha
Yun na kabhee karna intezar
Maine kiya hain tumase pyar
Maine kiya hain tumase pyar
Itna karo naa muje pyar
Itna karo naa muje pyar.

More songs lyrics from Love.