Satayega Kise Tu Aasman Lyrics
"Satayega Kise Tu Aasman" lyrics from Shisham sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by roshanlal nagrath (roshan) and composed by roshanlal nagrath (roshan) and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)
Satayega Kise Tu Aasman Lyrics
Satayega kise tu aasman
Jab ham nahin hongen
Diye hain toone aise gham
Kabhi jo kam nahin hongen
Sitaare tootne se aasman ka
Kya bigadtaa hai
Aasmaan kaa kya bigadtaa hai
Sitaare tootne se aasman ka
Kyaa bigadta hai,
Aasman ka kya bigadta hai
Kami kya hogi duniya mein
Agar ik ham nahin honge
Satayega kise tu aasman
Jab ham nahin honge
Hain jab tak ham tabhi tak
Dushmani hai ham se duniya ko
Dushmani hai ham se duniya ko
Hain jab tak ham tabhi tak
Dushmani hai ham se duniya ko,
Dushmani hai ham se duniya ko
Yahi duniya hamen dhoondhegi
Ham jis dam nahin honge
Satayega kise tu aasman
Jab ham nahin honge.
More songs lyrics from Shisham.