Sarzameen Se Lyrics

"Sarzameen Se" lyrics from Zameen sung by krishnakumar kunnath (k.k), shaan and music directed by himesh reshammiya and composed by himesh reshammiya and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sarzameen Se Lyrics


Hai ishq hai hamein sarzameen se
Zameen zameen zameen zameen
Zameen zameen zameen zameen

Har indian ki pahchaan hai ye
Zameen zameen zameen zameen
Bible geetaa kuraan hai ye
zameen zameen zameen zameen
Har indian ki pahchaan hai ye
Bible geetaa kuraan hai ye
Ye hai maa hai ye maa hai ye
Hai ishq hai hai ishq hai hamein sarzameen se
Zameen zameen zameen zameen
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Ishq sarzameen se hai
Ishq sarzameen se hai
Har indian ki pahchaan hai ye
Bible geetaa kuraan hai ye
Ye hai maa hai ye maa hai ye
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Ishq sarzameen se hai
Ishq sarzameen se hai
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Zameen zameen zameen zameen

Tujhe arpan tan man dhan tujhko
Arpan tan man dhan tujhko arpan
Tan man dhan tujhko arpan
Tan man dhan tujhko arpan

Ham bete hain ise
Apni maa bulaate hain
Maa ki rakshaa mein ham
Apni jaan lutaate hain
My nation is my pride
My nation is my pride
Har indian kaa armaan hai ye
Bible geetaa kuraan hai ye
Ye hai maa hai ye maa hai ye
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Ishq sarzameen se hai
Ishq sarzameen se hai
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Zameen zameen zameen zameen

Is dharti pe hamko naaz
Hai duaa dil se ye aaj
Hai duaa dil se ye aaj
Rabbaa mere rakhiyo laaj
Hai yamunaa kahin pe
To kahin pe bahti gangaa hai
Zindagi se bhi pyaaraa
Hamein to ye tirangaa hai
My nation is my pride
My nation is my pride
Har indian kaa imaan hai ye
Bible geetaa kuraan hai ye
Ye hai maa hai ye maa hai ye
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Ishq sarzameen se hai
Ishq sarzameen se hai
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Zameen zameen zameen zameen
Vande maataram vande
Maataram vande maataram vaah
Vande maataram vande
Maataram vande maataram vaah
Vande maataram vande
Maataram vande maataram vaah
Vande maataram vande
Maataram vande maataram vaah
Zameen zameen zameen zameen

Aanchal mein hamko rakhaa
Godi mein hamko paalaa
Yun cheer ke apnaa seenaa
Diyaa isne hamein nivaalaa
Janani janmaa bhumishcha
Svargaa tapi gariyaasi
Janani janmaa bhumishcha
Svargaa tapi gariyaasi
Nanhaa saa bachpan
Beetaa iski maati mein khele
Iski maati mein hamne
Dekhe khushiyon ke mele
Janani janmaa bhumishcha
Svargaa tapi gariyaasi
Har indian kaa abhimaan hai ye
Bible geetaa kuraan hai ye
Ye hai maa hai ye maa hai ye
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Ishq sarzameen se hai
Ishq sarzameen se hai
Hai ishq hai hai ishq hai
Hamein sarzameen se
Zameen zameen zameen zameen
Har indian ki pahchaan hai ye
Bible geetaa kuraan hai ye
Ye hai maa hai ye maa hai ye
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Ishq sarzameen se hai
Ishq sarzameen se hai
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Hai ishq hai hamein sarzameen se
Vande maataram vande
Maataram vande maataram vaah
Vande maataram vande
Maataram vande maataram vaah
Vande maataram vande
Maataram vande maataram vaah
Vande maataram vande
Maataram vande maataram vaah
Zameen zameen zameen zameen
Zameen zameen zameen zameen
My nation is my pride.

More songs lyrics from Zameen.