Sari Raat Jagaye Lyrics

"Sari Raat Jagaye" lyrics from Zulm Ko Jala Doonga sung by alka yagnik, mohammed aziz and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by anwar sagar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sari Raat Jagaye Lyrics


Sari raat jagaye mere
Dil ka chain churaye
Teri chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Sari raat jagaye mere
Dil ka chain churaye
Teri chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya

Yu to sun tera kajra
Gajra bhi karta hain tang
Yu to sun tera kazra
Gajra bhi karta hain tang
Bindiya payal kala til
Aur uspe gora rang
Bindiya payal kala til
Aur uspe gora rang
Aur aashiq mujhe banaye
Aur shayar mujhe banaye
Teri chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya

Bin tere ek pal bhi
Main to ji nahin paunga
Bin tere ek pal bhi
Main to ji nahin paunga
Teri zudai ke dar se
Haye main mar jaunga
Teri zudai ke dar se
Haye main mar jaunga
O meri chudi raz sunati
Hai meri chahat ka
Har meri tadap ka meri
Chubna ka aur meri ulfat ka
Meri jaan hain tu mere
Dil ne feel ki tasveer sathiya
Tere hi gun gaye aur kya kya
Ye samjhaye meri chudiya

Chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Sari raat jagaye mere
Dil ka chain churaye
Teri chudiya mere dil ka hal
Sunaye meri chudiya
Arey mujhko bada
Sataye teri chudiya
Mere dil ka hal
Sunaye meri chudiya
Aji mujhko bada
Sataye teri chudiya.

More songs lyrics from Zulm Ko Jala Doonga.