Sari Duniya Ka Bojh Ham Uthate Hai Lyrics

"Sari Duniya Ka Bojh Ham Uthate Hai" lyrics from Coolie sung by shabbir kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Sari Duniya Ka Bojh Ham Uthate Hai Lyrics


Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Uthate hain
Bojh uthate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Log aate hain log jate hain
Ham yahee peh khade reh jate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain

Char kaa kam hai ek kaa dam hai
Char kaa kam hai ek kaa dam hai
Khun mat pijiye aur kuchh dijiye
Ek rupaiya hai kam, ham khuda kee kasam
Badee mehnat se rotee kamate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain

Thoda panee piya yad rab ko kiya
Bukh bhee mit gayee pyas bhee bhuj gayee
Thoda panee piya yad rab ko kiya
Bukh bhee mit gayee pyas bhee bhuj gayee
Kam har hal me nam ko sal me
Id kee ek chhuttee manate hai
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain

Jina mushkil toh hai apna bhee dil toh hai
Dil me arman hai ham bhee insan hai
Jina mushkil toh hai apna bhee dil toh hai
Dil me arman hai ham bhee insan hai
Jab satate hain gham aesh karte hain ham
Jab satate hain gham aesh karte hain ham
Bidi pite hai aur paan khaate hai
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain
Log aate hain log jate hain
Ham yahee peh khade reh jate hain
Saree duniya kaa bojh ham uthate hain.

More songs lyrics from Coolie.