Sare Mehfil Jo Jala Lyrics

"Sare Mehfil Jo Jala" lyrics from Shama Parwana sung by mohammed rafi, suraiya jamaal sheikh (suraiya) and music directed by bhagatram batish, husnlal batish and composed by bhagatram batish, husnlal batish and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Sare Mehfil Jo Jala Lyrics


Sare mehfil jo jala parwaana
Sare mehfil jo jala parwaana
Kar gaya naam-e-wafa parwaana
Kar gaya naam-e-wafa parwaana
Waah waah waah…

Shamma se sikhein wafa parwaana
Shamma se sikhein wafa parwaana
Yeh jali hai toh jala parwaana
Yeh jali hai toh jala parwaana
Waah waah waah waah bahot khub maashaah allaah

Marake bhi reh na saka shamma se dur
Marake bhi reh na saka shamma se dur
Khaak ban banake uda parwaana
Khaak ban banake uda parwaana
Waah waah waah… kya baat hai
Raat bhar shamma khadi jalati rahi
Raat bhar shamma khadi jalati rahi
Iss tarah jal na saka parwaana
Iss tarah jal na saka parwaana
Waah waah waah waah bahot khub

Jaan de di wahin, kuchh der na ki
Jaan de di wahin, kuchh der na ki
Shamma se pehale jala parwaana
Shamma se pehale jala parwaana
Shamma ki aag mein jalane aaya
Shamma ki aag mein jalane aaya
Khud ka kyun khaak huwa parwaana
Khud ka kyun khaak huwa parwaana
Khud ka kyun khaak huwa parwaana
Waah waah waah waah bahot khub maashaah allaah

Apani lau mein toh sabhi jalate hain
Apani lau mein toh sabhi jalate hain
Shamma ki lau mein jala parwaana
Shamma ki lau mein jala parwaana
Shamma ki lau mein jala parwaana
Kar gaya naam-e-wafa parwaan
Waah waah waah…. kya khub.

More songs lyrics from Shama Parwana.