Sare Ladke Kare To Kare Shadi Lyrics

"Sare Ladke Kare To Kare Shadi" lyrics from Insaniyat sung by asha bhosle, shabbir kumar and music directed by rajesh roshan and composed by rajesh roshan and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sare Ladke Kare To Kare Shadi Lyrics


Sare ladke kare to kare shadi
Sare ladke kare to kare shadi
Bas ek tum kunware rehna
Bas ek tum kunware rehna
Jaan hamne ye tum pe luta di
Jaan hamne ye tum pe luta di
Bas ek tum hamare rehna
Bas ek tum hamare rehna

Tumse nigahe mili
Jine ki rahe mili
Kaisa mehbub mila
Dil se dil khub mila
Kaisa mehbub mila
Dil se dil khub mila
Dekhi jawani teri hui deewani teri
Aag pani mein tune laga di
Aag pani mein tune laga di
Bas ek tum hamare rehna
Bas ek tum hamare rehna

Sinduri rang tera
Haye haye meri alla
Anguri ang tera
Haye haye meri alla
Guncha gulab ka tu
Tawar sharab ka tu
Guncha gulab ka tu
Tawar sharab ka tu
Kismat ki baat hai tu
Rab ki saugat hai tu
Har hasina kare to kare shadi
Bas ek tum kunwari rehna
Bas ek tum hamari rehna

Saanso ke taar jude
Badal ke paar mude
Baho mein doob jau
Chudi si toot jau
Baho mein doob jau
Chudi si toot jau
Man chaha yaar mila
Haye haye haye rabba
Janmo ka pyar mila
Haaye haaye haaye rabba
Tumhe pake ye duniya bhoola di
Tumhe pake ye duniya bhoola di
Bas ek tum kunware rehna
Bas ek tum kunwari rehna
Sare ladke kare to kare shadi
Bas ek tum kunware rehna
Bas ek tum kunwari rehna.

More songs lyrics from Insaniyat.