Sare Chirag Gul Kar Do Lyrics

"Sare Chirag Gul Kar Do" lyrics from Mera Naam Johar sung by asha bhosle and music directed by usha khanna and composed by usha khanna

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sare Chirag Gul Kar Do Lyrics


Sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai
Sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai
Sare chirag gul kar do

Maine aaj ek jalwa lajawab
Dekha hai
Maine aaj ek jalwa lajawab
Dekha hai
Pehli bar ankho ne ye
Shaba dekha hai
Ye raz ye fasana ye saz
Ye tarana na jan le zamana
Meri ja
Ye raz ye fasana ye saz
Ye tarana na jan le zamana
Meri ja
Sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai
Sare chirag gul kar do

Hoshiyar diwano beadab na
Ho jana
Hoshiyar diwano beadab na
Ho jana
Husan dekho jag utha hai tum
Kahi na so jana
Ye raz ye fasana ye saz
Ye tarana na jan le zamana
Meri ja
Ye raz ye fasana ye saz
Ye tarana na jan le zamana
Meri ja
Sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai
Sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai
Sare chirag gul kar do.

More songs lyrics from Mera Naam Johar.